Aaj raat aaegaa mazaa deevaane ho jaaenge fidaa

आज रात आएगा मज़ा दीवाने हो जाएंगे फ़िदा
Year
Language

आज रात आएगा मज़ा दीवाने हो जाएंगे फ़िदा
जादू है मेरी अदाओं में मस्ती निगाहों में
आ मेरी बाहों में आ
आज रात आएगा …

हर दिल पे है छाया रहा मेरी आशिक़ी का नशा
मैं चाहती किसको यहां किसी को नहीं है पता
आज रात आएगा …

साँसें बड़ी बेचैन हैं लबों पे हसीं दास्तां
तन्हाईयां कहने लगीं न दूरी रहे दरमियां
आज रात आएगा …

āj rāt āegā mazā dīvāne ho jāeṅge fidā
jādū hai merī adāoṅ meṅ mastī nigāhoṅ meṅ
ā merī bāhoṅ meṅ ā
āj rāt āegā …

har dil pe hai chhāyā rahā merī āśhiqī kā naśhā
maiṅ chāhtī kisko yahāṅ kisī ko nahīṅ hai patā
āj rāt āegā …

sāṇseṅ baṛī bechain haiṅ laboṅ pe hasīṅ dāstāṅ
tanhāīyāṅ kahne lagīṅ na dūrī rahe darmiyāṅ
āj rāt āegā …