Aaj kaa ye din kal ban jaayegaa kal

आज का ये दिन कल बन जायेगा कल्
Work
Year
Language

आज का ये दिन कल बन जायेगा कल
पीछे मुड़के न देख, प्यारे आगे चल

हाउ जानेवाले पे न ऐतबार कर
आनेवाले का तू इंतज़ार कर
बीते दिनो की यादों में न जल
ऐ बाबू आगे चल …

ये शिक़वे बहारों के फ़ज़ूल हैं
फूलों में काँटों का उसूल है
बदला है मौसम, तू भी तो बदल
शेरू आगे चल …

एक जगह जो बैठा रह जायेगा
रास्ते का पत्थर वो बन जायेगा
लहरा के बन जा आवारा बादल
प्यारे आगे चल …

āj kā ye din kal ban jāyegā kal
pīchhe muṛke na dekh, pyāre āge chal

hāu jānevāle pe na aitbār kar
ānevāle kā tū iṅtazār kar
bīte dino kī yādoṅ meṅ na jal
ai bābū āge chal …

ye śhiqve bahāroṅ ke fazūl haiṅ
phūloṅ meṅ kāṇṭoṅ kā usūl hai
badlā hai mausam, tū bhī to badal
śherū āge chal …

ek jagah jo baiṭhā rah jāyegā
rāste kā patthar vo ban jāyegā
lahrā ke ban jā āvārā bādal
pyāre āge chal …