Aaj hai pyaar kaa faislaa ai sanam

आज है प्यार का फ़ैसला ऐ सनम्
Work
Year
Language

आज है प्यार का फ़ैसला ऐ सनम
आज मेरा मुक़द्दर बदल जाएगा
तू अगर संगदिल है तो परवाह नहीं
मेरे नग़मों से पत्थर पिघल जाएगा

देख मैं हूँ बड़ी चोट खाए हुए
तेरे क़दमों में हूँ सर झुकाए हुए
आ गले से लगा ले मुझे वरना फिर
बात रह जाएगी वक़्त टल जाएगा
आज है प्यार का …

दिल को मेरे तेरा दिल नहीं चाहिए
और सिवा इसके कुछ नहीं चाहिए
तूने कर दी अगर इक निगाह-ए-क़रम
मेरा टूटा हुआ दिल संभल जाएगा
आज है प्यार का …

āj hai pyār kā faislā ai sanam
āj merā muqaddar badal jāegā
tū agar saṅgdil hai to parvāh nahīṅ
mere naġhmoṅ se patthar pighal jāegā

dekh maiṅ hūṇ baṛī choṭ khāe hue
tere qadmoṅ meṅ hūṇ sar jhukāe hue
ā gale se lagā le mujhe varnā phir
bāt rah jāegī vaqt ṭal jāegā
āj hai pyār kā …

dil ko mere terā dil nahīṅ chāhie
aur sivā iske kuchh nahīṅ chāhie
tūne kar dī agar ik nigāh-e-qaram
merā ṭūṭā huā dil saṅbhal jāegā
āj hai pyār kā …