आज है करवा चौथ सखी री माँग ले सुख का दान
अपने सपनों के स्वामी का धर कर मन में ध्यान
जन्म-जन्म तक माँग का तेरी रंग पड़े ना फीका
जब तक चमकें चाँद-सितारे तब तक चमके टीका
बँधे रहें मनभाते प्रीतम के प्राणों से प्राण
आज है करवा चौथ …
जो कोई माँगे आज लगन से युग-युग का सुख पाए
साथ सफल हो प्रेम अमर हो जीवन में रस आए
आज हर इक नारी को प्रभु से मिलता है वरदान
आज है करवा चौथ …
āj hai karvā chauth sakhī rī māṇg le sukh kā dān
apne sapnoṅ ke svāmī kā dhar kar man meṅ dhyān
janm-janm tak māṇg kā terī raṅg paṛe nā phīkā
jab tak chamkeṅ chāṇd-sitāre tab tak chamke ṭīkā
bṇdhe raheṅ manbhāte prītam ke prāṇoṅ se prāṇ
āj hai karvā chauth …
jo koī māṇge āj lagan se yug-yug kā sukh pāe
sāth saphal ho prem amar ho jīvan meṅ ras āe
āj har ik nārī ko prbhu se miltā hai vardān
āj hai karvā chauth …