आज अचानक टूट गये क्यों, मन वीना के तार
आज अचानक टूट गये क्यों, मन वीना के तार
(मन वीना के तार)-4
घुमड़-घुमड़ कर घिर-घिर आई, दुःख की घोर घटायें
दिल कहता है मन ही मन में, घुट-घुट कर मर जायें
(अरमानों का जला बसेरा)-2
आँसू हैं लाचार
आँसू हैं लाचार रे
आँसू हैं लाचार
मन वीन के तार …
लहरों में पतवार ? कर, मांझी का ? धारा
दूबी नैय्या,दूबी आशा, दूबा दूर किनारा
(किस से कहूँ मैं मेरे खेवैया ?)-2
ले चल नदिया पार
ले चल नदिया पार रे
मन वीना के तार …
āj achānak ṭūṭ gaye kyoṅ, man vīnā ke tār
(man vīnā ke tār)-4
ghumaṛ-ghumaṛ kar ghir-ghir āī, duḥakh kī ghor ghaṭāyeṅ
dil kahtā hai man hī man meṅ, ghuṭ-ghuṭ kar mar jāyeṅ
(armānoṅ kā jalā baserā)-2
āṇsū haiṅ lāchār
āṇsū haiṅ lāchār re
āṇsū haiṅ lāchār
man vīn ke tār …
lahroṅ meṅ patvār ? kar, māṅjhī kā ? dhārā
dūbī naiyyā,dūbī āśhā, dūbā dūr kinārā
(kis se kahūṇ maiṅ mere khevaiyā ?)-2
le chal nadiyā pār
le chal nadiyā pār re
man vīnā ke tār …