आइए शौक़ से कहिए क्या है कोई काम्
आइए शौक़ से कहिए क्या है कोई काम
अजी काम-वाम में क्या रखा है हम तो हैं आपके ग़ुलाम
क्या है जी आपका नाम
अजी नाम-वाम में क्या रखा है हम तो हैं आपके ग़ुलाम
by God आपका तो अन्दाज़ है बड़ा प्यारा
कमरे में आप क्या आए नक्()शा बदल गया सारा
मैं भी यही सोचती मिले ना मिले मौक़ा फिर ये दोबारा
एक दो घड़ी मिले तो सबकी ख़िदमत करते जाइए
कोई देखो आ रहा है ठहरो उधर नज़र कर लो
हम अपना मुँह इधर कर लें तुम अपना मुँह उधर कर लो
छुप नहीं सकोगे dear सुन्दर मुखड़ा तुम चाहे जिधर कर लो
idea आपने ग़लत चुना है कोशिश मत फ़रमाइए
आइए शौक़ से …
āie śhauq se kahie kyā hai koī kām
ajī kām-vām meṅ kyā rakhā hai ham to haiṅ āpke ġhulām
kyā hai jī āpkā nām
ajī nām-vām meṅ kyā rakhā hai ham to haiṅ āpke ġhulām
by God āpkā to andāz hai baṛā pyārā
kamre meṅ āp kyā āe nak()śhā badal gayā sārā
maiṅ bhī yahī sochtī mile nā mile mauqā phir ye dobārā
ek do ghaṛī mile to sabkī khidamat karte jāie
koī dekho ā rahā hai ṭhahro udhar nazar kar lo
ham apnā muṇh idhar kar leṅ tum apnā muṇh udhar kar lo
chhup nahīṅ sakoge dear sundar mukhaṛā tum chāhe jidhar kar lo
idea āpne ġhalat chunā hai kośhiśh mat farmāie
āie śhauq se …