Title (Indic)सुनते थे नाम हम जिन का बहार से WorkAah Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiसुनते थे नाम हम जिन का बहार से देखा तो डोला जिया झूम झूम के छुपते रहे जो मेरी नज़र से दिल बोले मेरा तुम ही तो हो आँखों से रंग मेरे दिल के उमंग पे डाला तो डोला जिया झूम झूम के सुनते थे नाम हम … ठुकरा चुके थे जिन की मुहब्बत क्यों उन पे दीवाने हुए तड़पा के प्यार ने जब हम को प्यार से छेड़ा तो बोला जिया झूम झूम के सुनते थे नाम हम … पहले कहीं ये दिल न झुका था क्या जानूँ अब क्या हो गया जाओ न आज कल तुम हम को छोड़ के अपना तो डोला जिया झूम झूम के सुनते थे नाम हम … Englishsunte the nām ham jin kā bahār se dekhā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke chhupte rahe jo merī nazar se dil bole merā tum hī to ho āṇkhoṅ se raṅg mere dil ke umaṅg pe ḍālā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke sunte the nām ham … ṭhukrā chuke the jin kī muhabbat kyoṅ un pe dīvāne hue taṛpā ke pyār ne jab ham ko pyār se chheṛā to bolā jiyā jhūm jhūm ke sunte the nām ham … pahle kahīṅ ye dil na jhukā thā kyā jānūṇ ab kyā ho gayā jāo na āj kal tum ham ko chhoṛ ke apnā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke sunte the nām ham …