आग लग जाए कहीं पर तो धुआं उठता है
आग लग जाए कहीं पर तो धुआं उठता है
उड़ जाती है खबर इश्क़ हो जाये अगर तो कहां छिपता है
कहते हैं लोग मोहब्बत में
ये दिल जब दिल से मिलता है
इक फूल सा दिल में खिलता है
आग लग जाए कहीं पर …
जब सामने वो आ जाए तो
ये साँस ज़रा रुक जाती है
ये आँख ज़रा झुक जाती है
बेसबब यूं ही ये सर ऐसे कहां झुकता है
आग लग जाए कहीं पर …
इस इश्क़ की क्या तारीफ़ करूं
दिल का इक अरमान है ये
अरमान नहीं तूफ़ान है ये
रोकने से भी ये तूफ़ान कहां रुकता है
आग लग जाए कहीं पर …
āg lag jāe kahīṅ par to dhuāṅ uṭhtā hai
uṛ jātī hai khabar iśhq ho jāye agar to kahāṅ chhiptā hai
kahte haiṅ log mohabbat meṅ
ye dil jab dil se miltā hai
ik phūl sā dil meṅ khiltā hai
āg lag jāe kahīṅ par …
jab sāmne vo ā jāe to
ye sāṇs zarā ruk jātī hai
ye āṇkh zarā jhuk jātī hai
besbab yūṅ hī ye sar aise kahāṅ jhuktā hai
āg lag jāe kahīṅ par …
is iśhq kī kyā tārīf karūṅ
dil kā ik armān hai ye
armān nahīṅ tūfān hai ye
rokne se bhī ye tūfān kahāṅ ruktā hai
āg lag jāe kahīṅ par …