आएगी हर पल तुझे मेरी याद्
अ: आएगी हर पल तुझे मेरी याद -2
हाँ इस मुलाकात के बाद -2
कु: मिलने को दिल भी करेगा फ़रियाद -2
हाँ इस मुलाकात के बाद -2
अ: आएगी हर पल …
कु: एक दिल है एक जान है एक दूजे की पहचान है
अ: एक दिल है …
कु: आ पास तेरा दीदार करूँ दिल में रख लूँ तुझे प्यार करूँ
अ: मैं तुझसे इकरार करूँ तेरी चाहत पे एतबार करूँ -2
कु: आएगी हर पल तुझे …
अ: हाँ इस मुलाकात के …
अ: कुछ पाना है कुछ खोना है मिलके न जुदा अब होना है
कु: कुछ पाना है …
अ: इक पल जी लें एक पल मर लें आजा मिल के वादा कर लें
कु: दुनिया में जब तक होंगे हम तोड़ेंगे न उल्फ़त की कसम -2
अ: आएगी हर पल …
a: āegī har pal tujhe merī yād -2
hāṇ is mulākāt ke bād -2
ku: milne ko dil bhī karegā fariyād -2
hāṇ is mulākāt ke bād -2
a: āegī har pal …
ku: ek dil hai ek jān hai ek dūje kī pahchān hai
a: ek dil hai …
ku: ā pās terā dīdār karūṇ dil meṅ rakh lūṇ tujhe pyār karūṇ
a: maiṅ tujhse ikrār karūṇ terī chāhat pe etbār karūṇ -2
ku: āegī har pal tujhe …
a: hāṇ is mulākāt ke …
a: kuchh pānā hai kuchh khonā hai milke na judā ab honā hai
ku: kuchh pānā hai …
a: ik pal jī leṅ ek pal mar leṅ ājā mil ke vādā kar leṅ
ku: duniyā meṅ jab tak hoṅge ham toṛeṅge na ulfat kī kasam -2
a: āegī har pal …