Aaegaa aaegaa bichharaa yaar hamaaraa

आएगा आएगा बिछड़ा यार हमारा
Work
Year
Language

अ, सु: आएगा आएगा बिछड़ा यार हमारा -2
खींच के उसको लाएगा इक दिन प्यार हमारा
आएगा आएगा …

हारेंगे हम ना उम्मीदें अपनी कैसे रहेगा हरपल अँधेरा
बिखरेगा इक दिन हर-सू उजाला रैना ढलेगी होगा सवेरा
इस दिल का वो अरमान है हम जिस्म हैं वो जान है
बिछड़ेंगे फिर ना कभी हम दोबारा
आएगा आएगा …

क: उसकी मोहब्बत दिल में बसी है उसके लिए है ये ज़िंदगानी
उसका लहू है मेरी रगों में है पास मेरे उसकी निशानी
मर-मर के भी जीती रही अश्क़ों को मैं पीती रही
उँगली पे गिन-गिन के दिन है गुज़ारा
अ, सु: आएगा आएगा …
अ, सु: आ गया आ गया बिछड़ा यार हमारा -2
खींच के उसको लाया है दिन प्यार हमारा
आ गया आ गया …

a, su: āegā āegā bichhaṛā yār hamārā -2
khīṅch ke usko lāegā ik din pyār hamārā
āegā āegā …

hāreṅge ham nā ummīdeṅ apnī kaise rahegā harpal aṇdherā
bikhregā ik din har-sū ujālā rainā ḍhalegī hogā saverā
is dil kā vo armān hai ham jism haiṅ vo jān hai
bichhaṛeṅge phir nā kabhī ham dobārā
āegā āegā …

ka: uskī mohabbat dil meṅ basī hai uske lie hai ye ziṅdgānī
uskā lahū hai merī ragoṅ meṅ hai pās mere uskī niśhānī
mar-mar ke bhī jītī rahī aśhqoṅ ko maiṅ pītī rahī
uṇglī pe gin-gin ke din hai guzārā
a, su: āegā āegā …
a, su: ā gayā ā gayā bichhaṛā yār hamārā -2
khīṅch ke usko lāyā hai din pyār hamārā
ā gayā ā gayā …