आईए आपको मैं अपने बंगले की सैर कराऊँ
आईए आपको मैं अपने बंगले की सैर कराऊँ
छोटे से इक परिवार का आपसे मेल कराऊँ
ये मेरा बंगला है और ये मैं हूँ
मैने समझा प्रेम प्यार को इक सावन का झूला
तौबा मेरी तौबा मैं तो शादी करके भूला
हाल हुआ ये मेरा लोगों देखो बन कर दूल्हा
सेज के बदले मेरी क़िस्मत में लिखा है चूल्हा
ये मेरी प्रेम कथा है और ये मैं हूँ
इनकी क्या तारीफ़ करूँ इंसान हैं ये कुछ ऐसे
इनसे मिलिए कौन हैं ये नादान हैं ये कुछ ऐसे
ये मेरे सास-ससुर हैं और ये मैं हूँ
वैसे इस देश में सब कुछ कहने को आज़ादी है
चैन से सोई है वो देखो सामने इक शहज़ादी है
भूल से कर बैठी वह मुझ जैसे कंगाल से शादी
हाँ वह मेरी बीवी है और ये मैं हूँ
आईए आपको मैं …
āīe āpko maiṅ apne baṅgle kī sair karāūṇ
chhoṭe se ik parivār kā āpse mel karāūṇ
ye merā baṅglā hai aur ye maiṅ hūṇ
maine samjhā prem pyār ko ik sāvan kā jhūlā
taubā merī taubā maiṅ to śhādī karke bhūlā
hāl huā ye merā logoṅ dekho ban kar dūlhā
sej ke badle merī qismat meṅ likhā hai chūlhā
ye merī prem kathā hai aur ye maiṅ hūṇ
inkī kyā tārīf karūṇ iṅsān haiṅ ye kuchh aise
inse milie kaun haiṅ ye nādān haiṅ ye kuchh aise
ye mere sās-sasur haiṅ aur ye maiṅ hūṇ
vaise is deśh meṅ sab kuchh kahne ko āzādī hai
chain se soī hai vo dekho sāmne ik śhahazādī hai
bhūl se kar baiṭhī vah mujh jaise kaṅgāl se śhādī
hāṇ vah merī bīvī hai aur ye maiṅ hūṇ
āīe āpko maiṅ …