आई अब की साल दिवाली मुँह पर अपने खून मले
आई अब की साल दिवाली मुँह पर अपने खून मले
आई अब की साल दिवाली
चारों तरफ़ है घोर अन्धेरा घर में कैसे दीप जले
आई अब की साल …
बालक तरसे फुलझड़ियों को (दीपों को दीवारें - 2)
माँ की गोदी सूनी सूनी (आँगन कैसे संवारे - 2)
राह में उनकी जाओ उजालों बन में जिनकी शाम ढले
आई अब की साल …
जिनके दम से जगमग जगमग (करती थी ये रातें -2)
चोरी चोरी हो जाती थी (मन से मन की बातें - 2)
छोड़ चले वो घर में अमावस, ज्योती लेकर साथ चले
आई अब की साल …
टप-टप टप-टप टपके (आँसू छलकी खाली थाली -2 )
जाने क्या क्या समझाती है (आँखों की ये लाली -2)
शोर मचा है आग लगी है कटते है पर्वत पे गले
आई अब की साल …
āī ab kī sāl divālī muṇh par apne khūn male
āī ab kī sāl divālī
chāroṅ taraf hai ghor andherā ghar meṅ kaise dīp jale
āī ab kī sāl …
bālak tarse phuljhaṛiyoṅ ko (dīpoṅ ko dīvāreṅ - 2)
māṇ kī godī sūnī sūnī (āṇgan kaise saṅvāre - 2)
rāh meṅ unkī jāo ujāloṅ ban meṅ jinkī śhām ḍhale
āī ab kī sāl …
jinke dam se jagamag jagamag (kartī thī ye rāteṅ -2)
chorī chorī ho jātī thī (man se man kī bāteṅ - 2)
chhoṛ chale vo ghar meṅ amāvas, jyotī lekar sāth chale
āī ab kī sāl …
ṭap-ṭap ṭap-ṭap ṭapke (āṇsū chhalkī khālī thālī -2 )
jāne kyā kyā samjhātī hai (āṇkhoṅ kī ye lālī -2)
śhor machā hai āg lagī hai kaṭte hai parvat pe gale
āī ab kī sāl …