आई आई मैं तो आई जन्नत छुपा के लाई
आई आई मैं तो आई जन्नत छुपा के लाई
मैं तो आई -2
लाई लाई तू तो लाई रब के नज़ारे लाई दिल पे छाई
आई आई मैं तो आई …
दिल से दिल को मिला दो दिल से परदा उठा दो
दो जहां में दिखा दो
इतनी प्यारी हसीना जिसको मिली कभी ना
उसका जीना क्या जीना
बिना तेरे याई याई याई या
दुनिया को देख आया तुझसा न कोई पाया
आई आई मैं तो आई …
beauty queen -3
गालों के ये अंगारे आँखों के ये शरारे
कब बनेंगे हमारे
अंग मेरे निराले जैसे सांचे में डाले
कर दूं तेरे हवाले
तू जो चाहे
तू ऐसा आया हर दिल ठुकराया
आई आई मैं तो आई …
beauty queen -4
हुस्न का मैं खज़ाना जिसका सारा ज़माना
वह दिल तेरा दीवाना
तीखी तीखी निगाहें तूने खोलीं जो बाहें
खुली जन्नत की राहें मेरे लिए या या या
ज़ुल्फ़ों का साया मेरा सरमाया
आई आई मैं तो आई …
āī āī maiṅ to āī jannat chhupā ke lāī
maiṅ to āī -2
lāī lāī tū to lāī rab ke nazāre lāī dil pe chhāī
āī āī maiṅ to āī …
dil se dil ko milā do dil se pardā uṭhā do
do jahāṅ meṅ dikhā do
itnī pyārī hasīnā jisko milī kabhī nā
uskā jīnā kyā jīnā
binā tere yāī yāī yāī yā
duniyā ko dekh āyā tujhsā na koī pāyā
āī āī maiṅ to āī …
beauty queen -3
gāloṅ ke ye aṅgāre āṇkhoṅ ke ye śharāre
kab baneṅge hamāre
aṅg mere nirāle jaise sāṅche meṅ ḍāle
kar dūṅ tere havāle
tū jo chāhe
tū aisā āyā har dil ṭhukrāyā
āī āī maiṅ to āī …
beauty queen -4
husn kā maiṅ khazānā jiskā sārā zamānā
vah dil terā dīvānā
tīkhī tīkhī nigāheṅ tūne kholīṅ jo bāheṅ
khulī jannat kī rāheṅ mere lie yā yā yā
zulfoṅ kā sāyā merā sarmāyā
āī āī maiṅ to āī …