आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बन के
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बन के
मेरे दिल में यूं ही रहना तुम प्यार प्यार बन के
आए हो मेरी ज़िंदगी …
आँखों में तुम बसे हो सपने हज़ार बन के
मेरे दिल में यूं …
मेरे साथी मेरे साजन मेरे साथ यूं ही चलना
बदलेगा रंग ज़माना पर तुम नहीं बदलना
मेरी मांग यूं ही भरना तारे हज़ार बन के
मेरे दिल में यूं …
गर मैं जो रूठ जाऊं तो तुम मुझे मनाना
थामा है हाथ मेरा फिर उम्र भर निभाना
मुझे छोड़ के न जाना वादे हज़ार करके
मेरे दिल में यूं …
āe ho merī ziṅdgī meṅ tum bahār ban ke
mere dil meṅ yūṅ hī rahnā tum pyār pyār ban ke
āe ho merī ziṅdgī …
āṇkhoṅ meṅ tum base ho sapne hazār ban ke
mere dil meṅ yūṅ …
mere sāthī mere sājan mere sāth yūṅ hī chalnā
badlegā raṅg zamānā par tum nahīṅ badalnā
merī māṅg yūṅ hī bharnā tāre hazār ban ke
mere dil meṅ yūṅ …
gar maiṅ jo rūṭh jāūṅ to tum mujhe manānā
thāmā hai hāth merā phir umr bhar nibhānā
mujhe chhoṛ ke na jānā vāde hazār karke
mere dil meṅ yūṅ …