आदमी मुसाफ़िर है आता है जाता है
आदमी मुसाफ़िर है आता है जाता है
आते-जाते रस्ते में यादें छोड़ जाता है
झोंका हवा का पानी का रेला -2
मेले में रह जाए जो अकेला -2
वो फिर अकेला ही रह जाता है
आदमी मुसाफ़िर है …
क्या साथ लाए क्या छोड़ आए
रस्ते में हम क्या छोड़ आए
मंज़िल पे जा के ही याद आता है
आदमी मुसाफ़िर है …
जब डोलती है जीवन की नैया
कोई तो बन जाता है खिवैया
कोई किनारे पे ही डूब जाता है
आदमी मुसाफ़िर है …
रोती है आँख जलता है ये दिल
जब अपने घर के फेंके दिये से
आँगन पराया जगमगाता है
आदमी मुसाफ़िर है …
ādmī musāfir hai ātā hai jātā hai
āte-jāte raste meṅ yādeṅ chhoṛ jātā hai
jhoṅkā havā kā pānī kā relā -2
mele meṅ rah jāe jo akelā -2
vo phir akelā hī rah jātā hai
ādmī musāfir hai …
kyā sāth lāe kyā chhoṛ āe
raste meṅ ham kyā chhoṛ āe
maṅzil pe jā ke hī yād ātā hai
ādmī musāfir hai …
jab ḍoltī hai jīvan kī naiyā
koī to ban jātā hai khivaiyā
koī kināre pe hī ḍūb jātā hai
ādmī musāfir hai …
rotī hai āṇkh jaltā hai ye dil
jab apne ghar ke pheṅke diye se
āṇgan parāyā jagamgātā hai
ādmī musāfir hai …