Aa reilee jaa reilee nakhre dikhaa reilee k‌yaa hai iraadaa teraa

आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
Work
Year
Language

वि: ऐ यार क्‌या लग रेइली है बाप कुछ भी बोल
बात है ना हाँ
ऐ नाटक नहीं क्‌या
आ ज्यास्ती नाटक नहीं
तारीफ़ किया ना
हाई टू
looking very good, mem!
गी: ऐ हट
वि: अरे क्‌या हट-हट करता है यार
गी: hey move up

वि: आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे दिमाग का दही मत बना
अरे आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे दिमाग का दही मत बना
गी: ( चल ले-ले अब तू जल्दी वरना मार पड़ेगी जल्दी
हाथ में ले के हल्दी सरपट मालिश सर कट जाएग्या ) -2

वि: अरे बाप रे
आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे दिमाग का दही मत बना
गी: ( चल ले-ले अब तू जल्दी वरना मार पड़ेगी जल्दी
हाथ में ले के हल्दी सरपट मालिश सर कट जाएग्या ) -2

वि: अकड़ मत बाबा इतना
यार ये लड़कियाँ आज-कल की अकड़ती काहे की है अच्छे
क्‌या क्‌या नखरे दिखा रेइली
क्‌या मैं पीछे-पीछे आ रेइला हूँ
तू आगे-आगे जा रेइली है
इत्ती बात बस
हाँ गुरु आ जा तुझे एक लौकेट दिला दूं फोक्‌कट में घड़ी लई आया

भेजा फिरेला है मेरा सबकू फिरा डालूँगा
बनके मैं तेरा दीवाना दुनिया हिला डालूँगा
समझी क्‌या
भेजा फिरेला है मेरा
पो पो
सबकू फिरा डालूँगा
बनके मैं तेरा दीवाना दुनिया हिला डालूँगा
गी: हड्डी टूटेगी मुफत में mummy रोएगी मुफत में
लूला लंगड़ा बन के जब तू अपने सर को खुजाएगा
वि: ठीक है बाबा
गी: हड्डी टूटेगी मुफत में mummy रोएगी मुफत में
लूला लंगड़ा बन के जब तू अपने सर को खुजाएगा
समझे क्‌या

ऐ चल ई
आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे
दिमाग का दही मत बना दे समझी क्‌या
क्‌या चाल है भाई
अरे क्‌या लग रेइली है बाप टनाटन हे
बाप अप्पुन तो उसका दीवान हो गइला भाई
क्‌या item है यार

को: चल री कुड़िये साड़े नाल नखरा छोड़ दे आया है दीवाना सोणिये
ओ चलती है तो चल पंजाब नखरा छोड़ दे आया है दीवाना सोणिये

ये तो फ़ुलटू है बाप
कुछ-कुछ बोलता है कि नहीं यार
ouch
वि: ले के मैं आया टिकिट हूँ picture चलेगी तो चल
मौक़ा है romance का ये बेकार में ना अकड़
सुन
ले के मैं आया टिकिट हूँ
हूँ हूँ
picture चलेगी तो ह चल
चल
मौक़ा है romance का ये बेकार में ना अकड़
गी: नाम हस्पताल के बाकी जाना ओ पागल आशिक़ दीवाना
hospital में कम से कम कोई मिलने तो आएगा
वि: बल्ले बल्ले
गी: नाम हस्पताल के बाकी जाना ओ पागल आशिक़ दीवाना
hospital में कम से कम कोई
मिलने तो आएगा ना यार

वि: आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे दिमाग का दही मत बना ना ना ना
आ रेइली जा रेइली नखरे दिखा रेइली क्‌या है इरादा तेरा
करती है मुझसे मोहब्बत बता दे दिमाग का दही मत बना
गी: ( चल ले-ले अब तू जल्दी वरना मार पड़ेगी जल्दी
हाथ में ले के हल्दी सरपट मालिश सर कट जाएग्या ) -2
वि: दिमाग का दही मत बना
बन गया

vi: ai yār k‌yā lag reilī hai bāp kuchh bhī bol
bāt hai nā hāṇ
ai nāṭak nahīṅ k‌yā
ā jyāstī nāṭak nahīṅ
tārīf kiyā nā
hāī ṭū
looking very good, mem!
gī: ai haṭ
vi: are k‌yā haṭ-haṭ kartā hai yār
gī: hey move up

vi: ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de dimāg kā dahī mat banā
are ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de dimāg kā dahī mat banā
gī: ( chal le-le ab tū jaldī varnā mār paṛegī jaldī
hāth meṅ le ke haldī sarpaṭ māliśh sar kaṭ jāegyā ) -2

vi: are bāp re
ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de dimāg kā dahī mat banā
gī: ( chal le-le ab tū jaldī varnā mār paṛegī jaldī
hāth meṅ le ke haldī sarpaṭ māliśh sar kaṭ jāegyā ) -2

vi: akaṛ mat bābā itnā
yār ye laṛkiyāṇ āj-kal kī akaṛtī kāhe kī hai achchhe
k‌yā k‌yā nakhre dikhā reilī
k‌yā maiṅ pīchhe-pīchhe ā reilā hūṇ
tū āge-āge jā reilī hai
ittī bāt bas
hāṇ guru ā jā tujhe ek laukeṭ dilā dūṅ phok‌kaṭ meṅ ghaṛī laī āyā

bhejā phirelā hai merā sabkū phirā ḍālūṇgā
banke maiṅ terā dīvānā duniyā hilā ḍālūṇgā
samjhī k‌yā
bhejā phirelā hai merā
po po
sabkū phirā ḍālūṇgā
banke maiṅ terā dīvānā duniyā hilā ḍālūṇgā
gī: haḍḍī ṭūṭegī muphat meṅ mummy roegī muphat meṅ
lūlā laṅgaṛā ban ke jab tū apne sar ko khujāegā
vi: ṭhīk hai bābā
gī: haḍḍī ṭūṭegī muphat meṅ mummy roegī muphat meṅ
lūlā laṅgaṛā ban ke jab tū apne sar ko khujāegā
samjhe k‌yā

ai chal ī
ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de
dimāg kā dahī mat banā de samjhī k‌yā
k‌yā chāl hai bhāī
are k‌yā lag reilī hai bāp ṭanāṭan he
bāp appun to uskā dīvān ho gailā bhāī
k‌yā item hai yār

ko: chal rī kuṛiye sāṛe nāl nakhrā chhoṛ de āyā hai dīvānā soṇiye
o chaltī hai to chal paṅjāb nakhrā chhoṛ de āyā hai dīvānā soṇiye

ye to fulṭū hai bāp
kuchh-kuchh boltā hai ki nahīṅ yār
ouch
vi: le ke maiṅ āyā ṭikiṭ hūṇ picture chalegī to chal
mauqā hai romance kā ye bekār meṅ nā akaṛ
sun
le ke maiṅ āyā ṭikiṭ hūṇ
hūṇ hūṇ
picture chalegī to ha chal
chal
mauqā hai romance kā ye bekār meṅ nā akaṛ
gī: nām hasptāl ke bākī jānā o pāgal āśhiq dīvānā
hospital meṅ kam se kam koī milne to āegā
vi: balle balle
gī: nām hasptāl ke bākī jānā o pāgal āśhiq dīvānā
hospital meṅ kam se kam koī
milne to āegā nā yār

vi: ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de dimāg kā dahī mat banā nā nā nā
ā reilī jā reilī nakhre dikhā reilī k‌yā hai irādā terā
kartī hai mujhse mohabbat batā de dimāg kā dahī mat banā
gī: ( chal le-le ab tū jaldī varnā mār paṛegī jaldī
hāth meṅ le ke haldī sarpaṭ māliśh sar kaṭ jāegyā ) -2
vi: dimāg kā dahī mat banā
ban gayā