आ रहा है मज़ा तेरी बाहों में
आ रहा है मज़ा तेरी बाहों में
आ रहा है नशा तेरी निगाहों में
आ रहा है मज़ा …
मेरी आरज़ू भी तुम हो मेरी ज़िंदगी भी तुम हो
जान-ए-जां सुनो ज़रा मेरे दिल की सदा
आ रहा है मज़ा …
कभी जलन कभी चुभन बुझती नहीं साँसों की अगन
ज़रा पास आ जाएगा मुझे चैन आ जाएगा
आ रहा है मज़ा …
जवां जवां ये हसीं समां जाने कैसी ये प्यास जगी
क्या बेबसी क्या बेखुदी सारे तन में आग लगी
ये प्यार और कितना तड़पाएगा
आ रहा है मज़ा …
ā rahā hai mazā terī bāhoṅ meṅ
ā rahā hai naśhā terī nigāhoṅ meṅ
ā rahā hai mazā …
merī ārazū bhī tum ho merī ziṅdgī bhī tum ho
jān-e-jāṅ suno zarā mere dil kī sadā
ā rahā hai mazā …
kabhī jalan kabhī chubhan bujhtī nahīṅ sāṇsoṅ kī agan
zarā pās ā jāegā mujhe chain ā jāegā
ā rahā hai mazā …
javāṅ javāṅ ye hasīṅ samāṅ jāne kaisī ye pyās jagī
kyā bebsī kyā bekhudī sāre tan meṅ āg lagī
ye pyār aur kitnā taṛpāegā
ā rahā hai mazā …