आ पलकों में आ, सपने सजाआ
बेहोश रातों की निंदिया चुरा
आ पलकों में आ …
जिस रागिनी को भीगी हुई चांदनी गा रही है
मेरे धडकते दिल से उसी की सदा आ रही है
आ पलकों में आ …
यह प्यास कैसी है आकर ये जलते सितारों से पूछ ले
बेचैनियाँ हर पल मचलती बहारों से पूछ ले
आ पलकों में आ …
ā palkoṅ meṅ ā, sapne sajāā
behośh rātoṅ kī niṅdiyā churā
ā palkoṅ meṅ ā …
jis rāginī ko bhīgī huī chāṅdnī gā rahī hai
mere dhaḍakte dil se usī kī sadā ā rahī hai
ā palkoṅ meṅ ā …
yah pyās kaisī hai ākar ye jalte sitāroṅ se pūchh le
bechainiyāṇ har pal machaltī bahāroṅ se pūchh le
ā palkoṅ meṅ ā …