Aa more sanvriyaa aa aa

आ मोरे संवरिया आ आ
Year
Language

मोरे संवरिया आ आ मोरे संवरिया
आ आ मोरे मोरे
मोरे संवरिया आ आ मोरे संवरिया
आ आ आ मोरे संवरिया
आ आ मोरे संवरिया मोरे संवरिया

आ मोरे संवरिया आ आ
आ मोरे संवरिया आ
मैं हूँ अकेली मुश्किल बड़ी है चारों तरफ़ खतरा

कोई बचा ना बचेगा हम से यहाँ जान-ए-जान
कहता है हम को जमाना आवारा पागल दीवाना
आ मोरे संवरिया …

रातें बदल जाएँगी बातें बदल जाएँगी
घड़ियाँ मुहब्बत भरी चाहत में ढल जाएँगी
छाया नशा है दिल कह रहा है मुझ से नज़र तो मिला
आ मोरे संवरिया …

अपने ठिकाने पे है बचने बचाने पे है
खतरे में है उस की जां जो भी निशाने पे है
बाहों में ले लूँ ज़ुल्फ़ों से खेलूँ डर ना मेरी दिलरुबा
आ मोरे संवरिया …

more saṅvriyā ā ā more saṅvriyā
ā ā more more
more saṅvriyā ā ā more saṅvriyā
ā ā ā more saṅvriyā
ā ā more saṅvriyā more saṅvriyā

ā more saṅvriyā ā ā
ā more saṅvriyā ā
maiṅ hūṇ akelī muśhkil baṛī hai chāroṅ taraf khatrā

koī bachā nā bachegā ham se yahāṇ jān-e-jān
kahtā hai ham ko jamānā āvārā pāgal dīvānā
ā more saṅvriyā …

rāteṅ badal jāeṇgī bāteṅ badal jāeṇgī
ghaṛiyāṇ muhabbat bharī chāhat meṅ ḍhal jāeṇgī
chhāyā naśhā hai dil kah rahā hai mujh se nazar to milā
ā more saṅvriyā …

apne ṭhikāne pe hai bachne bachāne pe hai
khatre meṅ hai us kī jāṅ jo bhī niśhāne pe hai
bāhoṅ meṅ le lūṇ zulfoṅ se khelūṇ ḍar nā merī dilrubā
ā more saṅvriyā …