Aa mere raanjhnaa

आ मेरे राँझना
Work
Year
Language

आ मेरे राँझना, रुख़्सत का है समाँ
आँखों में दम है, लबों पे रुकी है जाँ) (2)

आने लगी मौत की सदा, अब मेरा कारवाँ चला (2)
आ भी जा तेरे क़दमों पे वार दूँ ये जान-ए-नातवाँ
आ मेरे राँझना, रुख़्सत का है समाँ
आँखों में दम है, लबों पे रुकी है जाँ

सुन मेरी आख़री फ़ुग़ाँ, रुकने लगी मेरी ज़ुबाँ (2)
ख़त्म होने को है अब जहान से उल्फ़त की दास्ताँ
आ मेरे राँझना, रुख़्सत का है समाँ
आँखों में दम है, लबों पे रुकी है जाँ
आ मेरे राँझना

ā mere rāṇjhnā, rukhsat kā hai samāṇ
āṇkhoṅ meṅ dam hai, laboṅ pe rukī hai jāṇ) (2)

āne lagī maut kī sadā, ab merā kārvāṇ chalā (2)
ā bhī jā tere qadmoṅ pe vār dūṇ ye jān-e-nātvāṇ
ā mere rāṇjhnā, rukhsat kā hai samāṇ
āṇkhoṅ meṅ dam hai, laboṅ pe rukī hai jāṇ

sun merī ākhrī fuġhāṇ, rukne lagī merī zubāṇ (2)
khatm hone ko hai ab jahān se ulfat kī dāstāṇ
ā mere rāṇjhnā, rukhsat kā hai samāṇ
āṇkhoṅ meṅ dam hai, laboṅ pe rukī hai jāṇ
ā mere rāṇjhnā