Aa mere hamjolee aa khelen aankh michaulee aa

आ मेरे हमजोली आ खेलें आँख मिचौली आ
Year
Language

र: आ मेरे हमजोली आ खेलें आँख मिचौली आ
गलियों में चौबारों में बाग़ों में बहारों में हो
मैं ढूँढूँ तू छुप जा
ल: आ मेरे हमजोली …

मैं आऊँ
र: न न
ल: मैं आऊँ
र: न न न
ल: मैं आऊँ
र: ना
ल: मैं आऊँ
र: आ जा

ल: पीपल के ऊपर जा बैठा छिप के मेरा साथी
धक से लेकिन धड़क गया दिल गिर गई हाथ से लाठी
ओ पकड़ा गया
girls: ओ पकड़ा गया

र: मैं आऊँ
ल: न न
र: मैं आऊँ
ल: न न न
र: मैं आऊँ
ल: ना
र: मैं आऊँ
ल: आ जा

र: पनघट के पीछे जा बैठी छिप के मेरी सजनिया
छन से लेकिन अनजाने में छनक गई पैंजनिया
ओ पकड़ी गई
boys: ओ पकड़ी गई
को: आ मेरे हमजोली …

मैं आऊँ
र: न न
ल: मैं आऊँ
र: न न न
ल: मैं आऊँ
र: ना
ल: मैं आऊँ
र: आ जा

ल: ओ मेरे नयनों से तू छिप सकता है ओ मेरे रसिया
लेकिन मेरे मन से छिपना मुश्क़िल है मनबसिया
ऐ पकड़ा गया
girls: ओ पकड़ा गया

र: मैं आऊँ
ल: न न
र: मैं आऊँ
ल: न न न
र: मैं आऊँ
ल: ना
र: मैं आऊँ
ल: आ जा

र: काहे लुक-छुप के खेल में छेड़े तू प्रेम की बतियाँ
देख तमाशा देख रही हैं सारे शहर की अँखियाँ
ओ पकड़ी गई
boys: ओ पकड़ी गई
को: आ मेरे हमजोली …

ra: ā mere hamjolī ā kheleṅ āṇkh michaulī ā
galiyoṅ meṅ chaubāroṅ meṅ bāġhoṅ meṅ bahāroṅ meṅ ho
maiṅ ḍhūṇḍhūṇ tū chhup jā
la: ā mere hamjolī …

maiṅ āūṇ
ra: na na
la: maiṅ āūṇ
ra: na na na
la: maiṅ āūṇ
ra: nā
la: maiṅ āūṇ
ra: ā jā

la: pīpal ke ūpar jā baiṭhā chhip ke merā sāthī
dhak se lekin dhaṛak gayā dil gir gaī hāth se lāṭhī
o pakaṛā gayā
girls: o pakaṛā gayā

ra: maiṅ āūṇ
la: na na
ra: maiṅ āūṇ
la: na na na
ra: maiṅ āūṇ
la: nā
ra: maiṅ āūṇ
la: ā jā

ra: panghaṭ ke pīchhe jā baiṭhī chhip ke merī sajniyā
chhan se lekin anjāne meṅ chhanak gaī paiṅjniyā
o pakaṛī gaī
boys: o pakaṛī gaī
ko: ā mere hamjolī …

maiṅ āūṇ
ra: na na
la: maiṅ āūṇ
ra: na na na
la: maiṅ āūṇ
ra: nā
la: maiṅ āūṇ
ra: ā jā

la: o mere naynoṅ se tū chhip saktā hai o mere rasiyā
lekin mere man se chhipnā muśhqil hai manabsiyā
ai pakaṛā gayā
girls: o pakaṛā gayā

ra: maiṅ āūṇ
la: na na
ra: maiṅ āūṇ
la: na na na
ra: maiṅ āūṇ
la: nā
ra: maiṅ āūṇ
la: ā jā

ra: kāhe luk-chhup ke khel meṅ chheṛe tū prem kī batiyāṇ
dekh tamāśhā dekh rahī haiṅ sāre śhahar kī aṇkhiyāṇ
o pakaṛī gaī
boys: o pakaṛī gaī
ko: ā mere hamjolī …