Aa jaa re aa sajnaa, too chhoo le mujhe

आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे
Year
Language

आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे
हो, आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे

(मेरा मन जले, मेरा तन जले
ओ, मेरा मन जले, मेरा तन जले
तू बाहों में ले ले मुझे) - 2

(मैंने किसीसे कभी प्यार नहीं किया
कितनों ने पूछा, इक़रार नहीं किया) - 2
मेरे होँठों पे, हाँ आई है
आज पहली दफ़ा, जान ले
आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे
हो, आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे

(आँखें चुरा के जो गुज़र जाएगा तू
सारी उम्र फिर पछताएगा तू) - 2
ले जाएगा मुझे और कोई
उससे पहले मुझे थाम ले
आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे
हो, आ जा रे आ सजना, तू छू ले मुझे

मेरा मन जले, मेरा तन जले
ओ, मेरा मन जले, मेरा तन जले
तू बाहों में ले ले मुझे …

ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe
ho, ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe

(merā man jale, merā tan jale
o, merā man jale, merā tan jale
tū bāhoṅ meṅ le le mujhe) - 2

(maiṅne kisīse kabhī pyār nahīṅ kiyā
kitnoṅ ne pūchhā, iqrār nahīṅ kiyā) - 2
mere hoṇṭhoṅ pe, hāṇ āī hai
āj pahlī dafā, jān le
ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe
ho, ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe

(āṇkheṅ churā ke jo guzar jāegā tū
sārī umr phir pachhtāegā tū) - 2
le jāegā mujhe aur koī
usse pahle mujhe thām le
ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe
ho, ā jā re ā sajnā, tū chhū le mujhe

merā man jale, merā tan jale
o, merā man jale, merā tan jale
tū bāhoṅ meṅ le le mujhe …