आ गई अरे छप्पन छुरी ... एक रुपया दोगे दो दो काम करूँगी
आ गई अरे छप्पन छुरी छम छम छम करैइ आ गई
हाँ तो क्या करेगी
अरे गाएगी नाचेगी झूमेगी और सबका दिल बहलाएगी
हाँ तो भाई जान मेहरबान क़दरदान कुछ क़दर कीजिए
याने सिर्फ़ एक रुपया दीजिए मेरे भैया एक रुपया
एक रुपया एक रुपया दोगे दो दो काम करूँगी
ओ पहले गाना गाऊँगी फिर सलाम करूँगी
एक रुपया दोगे …
ज़रा चढ़ती जवानी के नज़ारे देखना
अरे जलवे ये जलवे कंवारे देखना
मैं तो अँखियों में भर दूँगी मीठे सपने
जो कुछ हैं तुम्हारे कुछ मेरे अपने
अरे जो भी करूंगी हाँ हाँ जो भी करूँगी खुले आम करूँगी
एक रुपया दोगे …
मेरे गालों पे ज़ुल्फ़ जो मचल जाएगी
अरे कईयों की नीयत बदल जाएगी
मेरी पतली कमर में तो लोच आएगी
दीवाने दिलों को ये तड़पाएगी
हो मैं तो रातों की निंदिया हराम करूँगी
एक रुपया दोगे …
ā gaī are chhappan chhurī chham chham chham karaii ā gaī
hāṇ to kyā karegī
are gāegī nāchegī jhūmegī aur sabkā dil bahlāegī
hāṇ to bhāī jān meharbān qadardān kuchh qadar kījie
yāne sirf ek rupyā dījie mere bhaiyā ek rupyā
ek rupyā ek rupyā doge do do kām karūṇgī
o pahle gānā gāūṇgī phir salām karūṇgī
ek rupyā doge …
zarā chaṛhtī javānī ke nazāre dekhnā
are jalve ye jalve kaṅvāre dekhnā
maiṅ to aṇkhiyoṅ meṅ bhar dūṇgī mīṭhe sapne
jo kuchh haiṅ tumhāre kuchh mere apne
are jo bhī karūṅgī hāṇ hāṇ jo bhī karūṇgī khule ām karūṇgī
ek rupyā doge …
mere gāloṅ pe zulf jo machal jāegī
are kaīyoṅ kī nīyat badal jāegī
merī patlī kamar meṅ to loch āegī
dīvāne diloṅ ko ye taṛpāegī
ho maiṅ to rātoṅ kī niṅdiyā harām karūṇgī
ek rupyā doge …