अ आ ई उ उ ऊ मेरा दिल न तोड़ो
रूठ के न जाओ मेरी जां पास मेरे आओ मेरी जां
मैं अंगूठा छाप पढ़ना और लिखना जानूं न
अ आ ई उ उ ऊ इसका दिल न तोड़ो
है यही मेरी तमन्ना दिल से दिल मैं जोड़ूंगा
मैं हूँ अनाड़ी कुछ तो सिखा दे
मुझको भी अपने जैसा बना दे
न सुनूं कोई बहाना बात कोई मानूं न
अ आ ई उ उ ऊ मेरा दिल न तोड़ो …
आ सजा दूं मैं बहार जान तेरे बालों में
रंग होली का लगा दूं तेरे गोरे गालों में
मैं तेरा राजा तू मेरी रानी तुझसे बनेगी मेरी कहानी
मैं सिवा तेरे किसी भी और को पहचानूं न
अ आ ई उ उ ऊ मेरा दिल न तोड़ो …
अ आ ई उ उ ऊ मेरा दिल न तोड़ो
Work
Year
Language
a ā ī u u ū merā dil na toṛo
rūṭh ke na jāo merī jāṅ pās mere āo merī jāṅ
maiṅ aṅgūṭhā chhāp paṛhnā aur likhnā jānūṅ na
a ā ī u u ū iskā dil na toṛo
hai yahī merī tamannā dil se dil maiṅ joṛūṅgā
maiṅ hūṇ anāṛī kuchh to sikhā de
mujhko bhī apne jaisā banā de
na sunūṅ koī bahānā bāt koī mānūṅ na
a ā ī u u ū merā dil na toṛo …
ā sajā dūṅ maiṅ bahār jān tere bāloṅ meṅ
raṅg holī kā lagā dūṅ tere gore gāloṅ meṅ
maiṅ terā rājā tū merī rānī tujhse banegī merī kahānī
maiṅ sivā tere kisī bhī aur ko pahchānūṅ na
a ā ī u u ū merā dil na toṛo …