याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन्
ज़ू ज़ू ज़ू ज़ू ज़ू
याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन
हाँ याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन
कहाँ दोस्तों का ज़माना कहाँ ये तन्हाई के दिन
( अब तक हैं याद मुझको वो मौज-मस्तियों के पल-छिन
वो हँसना-खिलखिलाना वो प्यार-मोहब्बत वाले दिन ) -2
याद आ रही हैं वो बातें हाँ याद आ रहा है वो दिन
हे ( अब तक हैं याद … प्यार-मोहब्बत वाले दिन ) -2
याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन
राहों में उनसे जब भी मिले हम होंठों पे एक नाम आया
आ राहों में उनसे जब भी मिले हम होंठों पे एक नाम आया
अक्सर अभी भी हम देखते हैं चारों तरफ़ वो ही साया
हे ( अब तक हैं याद … प्यार-मोहब्बत वाले दिन ) -2
याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन
धड़का मेरा दिल जब भी अकेला समझा मैं जैसे वो आई
हो ओ ओ धड़का मेरा दिल जब भी अकेला समझा मैं जैसे वो आई
चलता रहा मैं तनहा सफ़र में मुझसे हुई वो पराई
हे ( अब तक हैं याद … प्यार-मोहब्बत वाले दिन ) -2
याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन
कहाँ दोस्तों का ज़माना कहाँ ये तन्हाई के दिन
अब तक हैं याद … प्यार-मोहब्बत वाले दिन -2
याद आ रही हैं वो बातें याद आ रहा है वो दिन्
zū zū zū zū zū
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din
hāṇ yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din
kahāṇ dostoṅ kā zamānā kahāṇ ye tanhāī ke din
( ab tak haiṅ yād mujhko vo mauj-mastiyoṅ ke pal-chhin
vo hṇsnā-khilkhilānā vo pyār-mohabbat vāle din ) -2
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ hāṇ yād ā rahā hai vo din
he ( ab tak haiṅ yād … pyār-mohabbat vāle din ) -2
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din
rāhoṅ meṅ unse jab bhī mile ham hoṅṭhoṅ pe ek nām āyā
ā rāhoṅ meṅ unse jab bhī mile ham hoṅṭhoṅ pe ek nām āyā
aksar abhī bhī ham dekhte haiṅ chāroṅ taraf vo hī sāyā
he ( ab tak haiṅ yād … pyār-mohabbat vāle din ) -2
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din
dhaṛkā merā dil jab bhī akelā samjhā maiṅ jaise vo āī
ho o o dhaṛkā merā dil jab bhī akelā samjhā maiṅ jaise vo āī
chaltā rahā maiṅ tanhā safar meṅ mujhse huī vo parāī
he ( ab tak haiṅ yād … pyār-mohabbat vāle din ) -2
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din
kahāṇ dostoṅ kā zamānā kahāṇ ye tanhāī ke din
ab tak haiṅ yād … pyār-mohabbat vāle din -2
yād ā rahī haiṅ vo bāteṅ yād ā rahā hai vo din