Title (Indic)कई बार यूँ ही देखा है WorkRajnigandha Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Salil Chowdhury Performer Mukesh Writer Yogesh LyricsHindiकई बार यूं ही देखा है ये जो मन की सीमा रेखा है मन तोड़ने लगता है अन्जानी प्यास के पीछे अन्जानी आस के पीछे मन दौड़ने लगता है राहों में, राहों में, जीवन की राहों में जो खिले हैं फूल फूल मुस्कुराके कौन सा फूल चुराके, रख लूं मन में सजाके कई बार यूं ही देखा है … जानूँ न, जानूँ न, उलझन ये जानूँ न सुलझाऊं कैसे कुछ समझ न पऊँ किसको मीत बनाऊँ, किसकी प्रीत भुलाऊँ कई बार यूं ही देखा है … Englishkaī bār yūṅ hī dekhā hai ye jo man kī sīmā rekhā hai man toṛne lagtā hai anjānī pyās ke pīchhe anjānī ās ke pīchhe man dauṛne lagtā hai rāhoṅ meṅ, rāhoṅ meṅ, jīvan kī rāhoṅ meṅ jo khile haiṅ phūl phūl muskurāke kaun sā phūl churāke, rakh lūṅ man meṅ sajāke kaī bār yūṅ hī dekhā hai … jānūṇ na, jānūṇ na, uljhan ye jānūṇ na suljhāūṅ kaise kuchh samajh na paūṇ kisko mīt banāūṇ, kiskī prīt bhulāūṇ kaī bār yūṅ hī dekhā hai …