Title (Indic)मस्ताना पिये जा यूँ ही WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Akhtar Shirani LyricsHindiमस्ताना पिये जा यूँ ही मस्ताना पिये जा पैमाना तो क्या चीज़ है मयखाना पिये जा कर ग़र्क़-ए-मय-ओ-जाम ग़म-ए-गर्दिश-ओ-अय्याम ऐ दिल-ए-नाकाम मयखाना पिये जा मयनोशी के आदाब से आगाह नहीं तू जिस तरह कहे साक़ी-ए-मयखाना पिये जा इस मक़्र की बस्ती में है मस्ती ही से हस्ती दीवाना बन और बातिल-ए-दीवाना पिये जा मयखाने के हंगामे हैं कुछ देर के मेहमाँ है सुबह क़रीब 'अख़्तर्' दीवाना पिये जा Englishmastānā piye jā yūṇ hī mastānā piye jā paimānā to kyā chīz hai maykhānā piye jā kar ġharq-e-may-o-jām ġham-e-gardiśh-o-ayyām ai dil-e-nākām maykhānā piye jā maynośhī ke ādāb se āgāh nahīṅ tū jis tarah kahe sāqī-e-maykhānā piye jā is maqr kī bastī meṅ hai mastī hī se hastī dīvānā ban aur bātil-e-dīvānā piye jā maykhāne ke haṅgāme haiṅ kuchh der ke mehmāṇ hai subah qarīb 'akhtar' dīvānā piye jā