Title (Indic)साक़ी शराब ला के तबीयत उदास है WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali LyricsHindiसाक़ी शराब ला के तबीयत उदास है मुतरिब रबाब उठा के तबीयत उदास है चुभती है कल वो जाम-ए-सितारों की रोशनी ऐ चाँद डूब जा के तबीयत उदास है शायद तेरे लबों की चटक से हो जी बहाल ऐ दोस्त मुस्कुरा के तबीयत उदास है है हुस्न का फ़ुसूँ भी इलाज-ए-फ़ुसूर्दगी रुख़ से नक़ाब उठा के तबीयत उदास है मैंने कभी ये ज़िद तो नहीं की पर आज शब ऐ महजबीं न जा के तबीयत उदास है Englishsāqī śharāb lā ke tabīyat udās hai mutrib rabāb uṭhā ke tabīyat udās hai chubhtī hai kal vo jām-e-sitāroṅ kī rośhnī ai chāṇd ḍūb jā ke tabīyat udās hai śhāyad tere laboṅ kī chaṭak se ho jī bahāl ai dost muskurā ke tabīyat udās hai hai husn kā fusūṇ bhī ilāj-e-fusūrdgī rukh se naqāb uṭhā ke tabīyat udās hai maiṅne kabhī ye zid to nahīṅ kī par āj śhab ai mahajbīṅ na jā ke tabīyat udās hai