la: matvālā jiyā ḍole piyā jhūme ghaṭā chhāe re bādal
ra: karnā hai to kar pyār na ḍar bītī umar āegī nā kal
are pāgal -2
ko: matvālā jiyā …
karnā hai to kar …
la: armān bharā dil hai balam tere havāle
tū apnā banā le are tū apnā banā le
ra: sāvan hai javānī pe lagī dil kī bulā le
hṇs le zarā gā le are hṇs le zarā gā le
la: nāche merā man āj sajan chhan chhananan bole re pāyal
ko: matvālā jiyā …
karnā hai to kar …
ra: ho dil terā dīvānā merī āṇkheṅ bhī dīvānī
kuchh de de niśhānī are kuchh de de niśhānī
la: duniyā ke maze lūṭ le jīvan hai kahānī
do din hai javānī are do din hai javānī
ra: duniyā hai baṛī jādū bharī merī galī sāth mere chal
ko: karnā hai to kar …
matvālā jiyā …