phir vahī rāt hai …
hmmmm hmm hmmm
phir vahī rāt hai, phir vahī rāt hai khvāb kī
ho … rāt bhar khvāb maiṅ
dekhā kareṅge tumhe
phir vahī rāt hai …
māsūm sī nīṅd maiṅ, jab koī sapnā chale
ho … ham ko bulā lenā tum, palkoṅ ke parde tale
ho ye rāt hai khvāb kī, khvāb kī rāt hai
phir vahī rāt hai…
phir vahī rāt hai
phir vahī rāt hai khvāb kī
kāṇch ke khvāb haiṅ, āṇkhoṅ meṅ chubh jāyeṅge
ho … palkoṅ pe lenā inheṅ, āṇkhoṅ meṅ ruk jāyeṅge
ho … ye rāt hai khvāb kī, khvāb kī rāt hai
phir vahī rāt hai…, phir vahī rāt hai
phir vahī rāt hai khvāb kī
phir vahī rāt hai …
hmmmm hmmmmm hmmmmm …
rāt hai … hmmmm hmmm hmmmm …
rāt hai…