ज़िहाल-ए-मस्कीं मकुन बा-रंजिश
ज़िहाल-ए-मस्कीं मकुन बा-रंजिश
बहाल-ए-हिजरा बेचारा दिल हैं
सुनाई देती है जिसकी धड़कन,
तुम्हारा दिल या हमारा दिल हैं
वो आ के पहलू में ऐसे बैठे,
के शाम रंगीन हो गयी हैं
ज़रा ज़रासी खिली तबीयत,
ज़रासी गमगीन हो गयी हैं
अजीब हैं दिल के दर्द यारों,
ना हो तो मुश्किल हैं जीना इसका
जो हो तो हर दर्द एक हीरा,
हर एक गम हैं नगीना इसका
कभी कभी शाम ऐसी ढलती हैं
के जैसे घूँघट उतार रहा हैं
तुम्हारे सीने से उठता धुआँ,
हमारे दिल से गुज़र रहा हैं
ये शर्म हैं या हया हैं, क्या हैं
नज़र उठाते ही झुक गयी हैं
तुम्हारी पलकों से गिरके शबनम,
हमारी आँखों में रुक गयी हैं
zihāl-e-maskīṅ makun bā-raṅjiśh
bahāl-e-hijrā bechārā dil haiṅ
sunāī detī hai jiskī dhaṛkan,
tumhārā dil yā hamārā dil haiṅ
vo ā ke pahlū meṅ aise baiṭhe,
ke śhām raṅgīn ho gayī haiṅ
zarā zarāsī khilī tabīyat,
zarāsī gamgīn ho gayī haiṅ
ajīb haiṅ dil ke dard yāroṅ,
nā ho to muśhkil haiṅ jīnā iskā
jo ho to har dard ek hīrā,
har ek gam haiṅ nagīnā iskā
kabhī kabhī śhām aisī ḍhaltī haiṅ
ke jaise ghūṇghaṭ utār rahā haiṅ
tumhāre sīne se uṭhtā dhuāṇ,
hamāre dil se guzar rahā haiṅ
ye śharm haiṅ yā hayā haiṅ, kyā haiṅ
nazar uṭhāte hī jhuk gayī haiṅ
tumhārī palkoṅ se girke śhabnam,
hamārī āṇkhoṅ meṅ ruk gayī haiṅ