ये वादियाँ, ये फ़िज़ायें बुला रही हैं तुम्हे
खामोशियों की सदाये बुला रही हैं तुम्हे
तुम्हारी ज़ुल्फों से खुशबू की भीख लेने को
झुकी झुकी सी घटाये बुला रही हैं तुम्हे
हसीन चंपई पैरों को जबसे देखा हैं
नदी की मस्त अदायें बुला रही हैं तुम्हे
मेरा कहा ना सुनो इनकी बात तो सुनलो
हर एक दिल की दुआयें बुला रही हैं तुम्हे
ये वादियाँ, ये फ़िज़ायें बुला रही हैं तुम्हे
Work
Year
Language
ye vādiyāṇ, ye fizāyeṅ bulā rahī haiṅ tumhe
khāmośhiyoṅ kī sadāye bulā rahī haiṅ tumhe
tumhārī zulphoṅ se khuśhbū kī bhīkh lene ko
jhukī jhukī sī ghaṭāye bulā rahī haiṅ tumhe
hasīn chaṅpaī pairoṅ ko jabse dekhā haiṅ
nadī kī mast adāyeṅ bulā rahī haiṅ tumhe
merā kahā nā suno inkī bāt to sunlo
har ek dil kī duāyeṅ bulā rahī haiṅ tumhe