ये नैना, ये काजल, ये ज़ुल्फ़ें, ये आँचल
खूबसुरत सी हो तुम ग़ज़ल
कभी दिल हो कभी धड़कन
कभी शोला, कभी शबनम
तुम ही तो तुम मेरी हमदम
ज़िन्दगी तुम मेरी, मेरी तुम ज़िन्दगी
मेरी आँखों से देखो, मेरी नज़रों से जानो
तुम माला हम मोती, हम दीपक तुम ज्योती
सपनोंका पनघट हो, आशा का झुरमट हो
तुम नदिया हम धारा, तुम चन्दा हम तारा
मेरी साँसों से पूछो, मेरी आहों को समझो
तुम पूजा हम पुजारी, तुम क़िस्मत हम जुआरी
ये नैना, ये काजल, ये ज़ुल्फ़ें, ये आँचल
Work
Year
Language
ye nainā, ye kājal, ye zulfeṅ, ye āṇchal
khūbsurat sī ho tum ġhazal
kabhī dil ho kabhī dhaṛkan
kabhī śholā, kabhī śhabnam
tum hī to tum merī hamdam
zindgī tum merī, merī tum zindgī
merī āṇkhoṅ se dekho, merī nazroṅ se jāno
tum mālā ham motī, ham dīpak tum jyotī
sapnoṅkā panghaṭ ho, āśhā kā jhurmaṭ ho
tum nadiyā ham dhārā, tum chandā ham tārā
merī sāṇsoṅ se pūchho, merī āhoṅ ko samjho
tum pūjā ham pujārī, tum qismat ham juārī