Ye nainaa ye kaajal ye zulfen ye aanchal

ये नैना ये काजल ये ज़ुल्फ़ें ये आँचल्
Year
Language

ये नैना ये काजल ये ज़ुल्फ़ें ये आँचल -2
ख़ूबसूरत सी हो तुम ग़ज़ल
कभी दिल हो कभी धड़कन कभी शोला कभी शबनम
तुम ही हो तुम मेरी हमदम
ये नैना ये काजल …

ज़िन्दगी तुम मेरी तुम मेरी ज़िन्दगी

मेरी आँखों से देखो मेरी नज़रों से जानो -2
तुम माला हम मोती तुम दीपक हम ज्योति
ये नैना ये काजल …

सपनों का पनघट हो आशा का झुरमुट हो -2
तुम नदिया हम धारा तुम चन्दा हम तारा
ये नैना ये काजल …

मेरी साँसों से पूछो मेरी आहों को समझो -2
तुम पूजा हम पुजारी तुम किस्मत हम जुआरी
ये नैना ये काजल …

ye nainā ye kājal ye zulfeṅ ye āṇchal -2
khūbsūrat sī ho tum ġhazal
kabhī dil ho kabhī dhaṛkan kabhī śholā kabhī śhabnam
tum hī ho tum merī hamdam
ye nainā ye kājal …

zindgī tum merī tum merī zindgī

merī āṇkhoṅ se dekho merī nazroṅ se jāno -2
tum mālā ham motī tum dīpak ham jyoti
ye nainā ye kājal …

sapnoṅ kā panghaṭ ho āśhā kā jhurmuṭ ho -2
tum nadiyā ham dhārā tum chandā ham tārā
ye nainā ye kājal …

merī sāṇsoṅ se pūchho merī āhoṅ ko samjho -2
tum pūjā ham pujārī tum kismat ham juārī
ye nainā ye kājal …