ये तो नहीं के ग़म नहीं
हाँ, मेरी आँख नम नहीं
तुम भी तो तुम नहीं हो आज
हम भी तो आज हम नहीं
अब ना ख़ुशी की है ख़ुशी
ग़म का भी अब तो ग़म नहीं
मौत अगर-चे मौत है
मौत से ज़ीस्त कम नहीं
ये तो नहीं के ग़म नहीं
Work
Year
Language
ye to nahīṅ ke ġham nahīṅ
hāṇ, merī āṇkh nam nahīṅ
tum bhī to tum nahīṅ ho āj
ham bhī to āj ham nahīṅ
ab nā khuśhī kī hai khuśhī
ġham kā bhī ab to ġham nahīṅ
maut agar-che maut hai
maut se zīst kam nahīṅ