Ye kisne geet chheraa

ये किसने गीत छेड़ा
Year
Language

ये किसने गीत छेड़ा
दिल मेरा नाचे, थिरक, थिरक

ये किसकी जुल्फ बिखरी
जग सारा गया, महक, महक

चोरी चोरी होले होले, ठंडी ठंडी हवा आये
कलियों के मुख चूमे, बगिया को दुलराये
डाली डाली जाये लचक लचक

तुमने ही किया टोना, तुमने ही जादू फेरा
अन्जानी डगरी पे चला देखो मन मेरा
मतवाला गया बहक बहक

एक बाजी मैने जीती, एक बाजी दिल हारा
मेरे साजन तेरे कारण मैने छोड़ा जग सारा
संग तेरे चली रुनक झुनक

ye kisne gīt chheṛā
dil merā nāche, thirak, thirak

ye kiskī julph bikhrī
jag sārā gayā, mahak, mahak

chorī chorī hole hole, ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī havā āye
kaliyoṅ ke mukh chūme, bagiyā ko dulrāye
ḍālī ḍālī jāye lachak lachak

tumne hī kiyā ṭonā, tumne hī jādū pherā
anjānī ḍagrī pe chalā dekho man merā
matvālā gayā bahak bahak

ek bājī maine jītī, ek bājī dil hārā
mere sājan tere kāraṇ maine chhoṛā jag sārā
saṅg tere chalī runak jhunk