ये फ़ासले तेरी गलियों के हमसे तय ना हुये
हज़ार बार रुके हम हज़ार बार चले
ना जाने कौन सी मट्टी वतन की मट्टी थी
नज़र मे धूल जिगर में लिये गुबार चले
ये कैसी सरहदें उलझी हुई हैं पैरो में
हम अपने घर की तरफ उठ के बार बार चले
ये फ़ासले तेरी गलियों के हमसे तय ना हुये
Work
Year
Language
ye fāsle terī galiyoṅ ke hamse tay nā huye
hazār bār ruke ham hazār bār chale
nā jāne kaun sī maṭṭī vatan kī maṭṭī thī
nazar me dhūl jigar meṅ liye gubār chale
ye kaisī sarahdeṅ uljhī huī haiṅ pairo meṅ
ham apne ghar kī taraph uṭh ke bār bār chale