Vaadiyaan meraa daaman, raaste meree baahen

वादियाँ मेरा दामन, रास्ते मेरी बाहें
Language

वादियाँ मेरा दामन, रास्तें मेरी बाहें
जाओ मेरे सिवा, तुम कहा जाओगे

जब चुराओगे तन तुम किसी बात से
शाख-ए-गुल छेड़ देगी मेरे हाथ से
अपनी ही जुल्फ को और उलझाओगे

जब से मिलने लगी तुम से राहें मेरी
चाँद सूरज बनी, दो निगाहें मेरी
तुम कही भी रहो, तुम नज़र आओगे

vādiyāṇ merā dāman, rāsteṅ merī bāheṅ
jāo mere sivā, tum kahā jāoge

jab churāoge tan tum kisī bāt se
śhākh-e-gul chheṛ degī mere hāth se
apnī hī julph ko aur uljhāoge

jab se milne lagī tum se rāheṅ merī
chāṇd sūraj banī, do nigāheṅ merī
tum kahī bhī raho, tum nazar āoge