तुम्हे ज़िंदगी के उजाले मुबारक
अंधेरे हमें आज रास आ गए हैं
तुम्हे पा के हम खुदसे दूर हो गए थे
तुम्हे छोड़कर अपने पास आ गए हैं
तुम्हारी वफ़ा से शिकायत नही है
निभाना तो कोई रवायत नही है
जहाँ तक कदम आ सके आ गए हैं
अंधेरे हमे आज रास आ गये हैं
चमन से चले हैं ये इल्ज़ाम लेकर
बहुत जी लिए हम तेरा नाम लेकर
मुरादो की मंज़िल से दूर आ गए हैं
अंधेरे हमें आज रास आ गए हैं
तुम्हे ज़िंदगी के उजाले मुबारक
Work
Year
Language
tumhe ziṅdgī ke ujāle mubārak
aṅdhere hameṅ āj rās ā gae haiṅ
tumhe pā ke ham khudse dūr ho gae the
tumhe chhoṛkar apne pās ā gae haiṅ
tumhārī vafā se śhikāyat nahī hai
nibhānā to koī ravāyat nahī hai
jahāṇ tak kadam ā sake ā gae haiṅ
aṅdhere hame āj rās ā gaye haiṅ
chaman se chale haiṅ ye ilzām lekar
bahut jī lie ham terā nām lekar
murādo kī maṅzil se dūr ā gae haiṅ
aṅdhere hameṅ āj rās ā gae haiṅ