तुम मेरी हो, मेरे सिवा किसी की नहीं, खाती हो कसम
मैं तेरी हूँ, तेरे सिवा किसी की नहीं, खाती हूँ कसम
इल्तज़ा प्यार की इतनी है अगर मानो तुम
वास्ता मेरा तुम्हे दिल से लगा को मुझको
मदभरा आज का मौसम भी यही कहता है
अब तो इन रेशमी जुल्फों में छुपा लो मुझको
अब जुदा कोई तुम्हे मुझसे न कर पाएगा
ऐसा बाँधा है तुम्हे प्यार की इन बाहों से
प्यार के राहों में मिट जाऊंगा चाहत की कसम
पूछ लेना ये किसी रोज़ इन ही राहों से
मेरे वादे हैं ये पानी की लकीरें तो नहीं
गैर मुमकिन है मेरे दिल का फ़साना बदले
शाम के डूबते सूरज की गवाही ले लो
मैं ना बदलूंगी सनम चाहे ज़माना बदले
तुम मेरी हो, मेरे सिवा किसी की नहीं खाती हो कसम
Work
Year
Language
tum merī ho, mere sivā kisī kī nahīṅ, khātī ho kasam
maiṅ terī hūṇ, tere sivā kisī kī nahīṅ, khātī hūṇ kasam
iltazā pyār kī itnī hai agar māno tum
vāstā merā tumhe dil se lagā ko mujhko
madabhrā āj kā mausam bhī yahī kahtā hai
ab to in reśhmī julphoṅ meṅ chhupā lo mujhko
ab judā koī tumhe mujhse na kar pāegā
aisā bāṇdhā hai tumhe pyār kī in bāhoṅ se
pyār ke rāhoṅ meṅ miṭ jāūṅgā chāhat kī kasam
pūchh lenā ye kisī roz in hī rāhoṅ se
mere vāde haiṅ ye pānī kī lakīreṅ to nahīṅ
gair mumkin hai mere dil kā fasānā badle
śhām ke ḍūbte sūraj kī gavāhī le lo
maiṅ nā badlūṅgī sanam chāhe zamānā badle