तुम कितनी खूबसुरत हो, ये मेरे दिल से पूछो
इन धडकनों से पूछो तुम, क्यों दिल है तुम पे दीवाना
शर्मा रही हो जाना, बलखा रही हो जाना
तुम मानो या ना मानो, अपना तुम ही को माना
कभी दूर जाके लूटा, कभी पास आके लूटा
ये सितम किया जो तुमने मुझे मुस्कुराके लूटा
न बहार मांगता हूँ, न करार मांगता हूँ
मैं तो जिन्दगी के बदले, तेरा प्यार मांगता हूँ .
तुम कितनी खूबसुरत हो, ये मेरे दिल से पूछो
Work
Year
Language
tum kitnī khūbsurat ho, ye mere dil se pūchho
in dhaḍaknoṅ se pūchho tum, kyoṅ dil hai tum pe dīvānā
śharmā rahī ho jānā, balkhā rahī ho jānā
tum māno yā nā māno, apnā tum hī ko mānā
kabhī dūr jāke lūṭā, kabhī pās āke lūṭā
ye sitam kiyā jo tumne mujhe muskurāke lūṭā
na bahār māṅgtā hūṇ, na karār māṅgtā hūṇ
maiṅ to jindgī ke badle, terā pyār māṅgtā hūṇ .