तुम हो गम को छुपाए, मैं हूँ सर को झुकाए
तुम हो गम को छुपाए
मैं हूँ सर को झुकाए
तुम भी चूप हो, मैं भी चूप हूँ, कौन किसे समझाए
अब दूरियाँ इतनी हैं तो, मिलना यहाँ कल हो न हो
सच है के दिल तो दूखा है
हम ने मगर सोचा है
दिल को है गम क्यों, आँख है नम क्यों, होना ही था जो हुआ है
उस बात को जाने ही दो, जिसका निशां कल हो न हो
हर पल यहाँ जी भर जियो, जो है समा, कल हो न हो
tum ho gam ko chhupāe
maiṅ hūṇ sar ko jhukāe
tum bhī chūp ho, maiṅ bhī chūp hūṇ, kaun kise samjhāe
ab dūriyāṇ itnī haiṅ to, milnā yahāṇ kal ho na ho
sach hai ke dil to dūkhā hai
ham ne magar sochā hai
dil ko hai gam kyoṅ, āṇkh hai nam kyoṅ, honā hī thā jo huā hai
us bāt ko jāne hī do, jiskā niśhāṅ kal ho na ho
har pal yahāṇ jī bhar jiyo, jo hai samā, kal ho na ho