तूने किया था वादा अब न बदल इरादा ... मेरे सीने से लग जा तू
तूने किया था वादा अब न बदल इरादा -2
वादे से न मुकर तू हाँ करके
मेरे सीने से लग जा तू ठां करके -2
तूने किया था वादा …
बेईमान मेरे जी में तू जां बनके रह जा
कुछ रोज और दिल का मेहमान बनके रह जा
न जा खाली रे दिल का मकां कर के
मेरे सीने से लग जा …
दिल को चुरा के तू अब आँखें चुरा रहा है
मैं पास आ रही हूँ तू दूर जा रहा है
न जा मुश्क़िल में तू मेरी जां करके
मेरे सीने से लग जा …
इस दिल्लगी में मैने दिल मुफ़्त में जलाया
जलने का हाय मुझको कुछ भी मज़ा न आया
फ़ायदा कुछ न हुआ बस धुआं करके
मेरे सीने से लग जा …
tūne kiyā thā vādā ab na badal irādā -2
vāde se na mukar tū hāṇ karke
mere sīne se lag jā tū ṭhāṅ karke -2
tūne kiyā thā vādā …
beīmān mere jī meṅ tū jāṅ banke rah jā
kuchh roj aur dil kā mehmān banke rah jā
na jā khālī re dil kā makāṅ kar ke
mere sīne se lag jā …
dil ko churā ke tū ab āṇkheṅ churā rahā hai
maiṅ pās ā rahī hūṇ tū dūr jā rahā hai
na jā muśhqil meṅ tū merī jāṅ karke
mere sīne se lag jā …
is dillgī meṅ maine dil muft meṅ jalāyā
jalne kā hāy mujhko kuchh bhī mazā na āyā
fāydā kuchh na huā bas dhuāṅ karke
mere sīne se lag jā …