तू जहाँ मै वहाँ, संग संग यूँ चलूँ तेरे, जैसे तेरा आसमां
तू जहाँ मै वहाँ, संग संग यूँ चलूँ तेरे, जैसे तेरा आसमां
जो धूप निकली छाया बन जाऊंगा
जो हो तू अकेली साया बन जाऊंगा
जो उल्झन में हो मन मैं बहलाऊंगा
तुम आ गए हो तो जीना आया है
खुशियों का तुम ने यह जाल बिछाया है
खोया है खुद को या सबकुछ पाया है
तू जहाँ मै वहाँ, संग संग यूँ चलूँ तेरे, जैसे तेरा आसमां
हो गम के बादल मुझ पे थम जाने दे
बेचैनियों को मुझसे टकराने दे
दुखती हो कोई बात मुझ पे आने दे
दिल सोचता था के कोई अपना हो
कोई राज न हो जो उस से रखना हो
आंखें ना खोलू मैं शायद सपना हो
तू जहाँ मै वहाँ, संग संग यूँ चलूँ तेरे, जैसे तेरा आसमां
tū jahāṇ mai vahāṇ, saṅg saṅg yūṇ chalūṇ tere, jaise terā āsmāṅ
jo dhūp niklī chhāyā ban jāūṅgā
jo ho tū akelī sāyā ban jāūṅgā
jo uljhan meṅ ho man maiṅ bahlāūṅgā
tum ā gae ho to jīnā āyā hai
khuśhiyoṅ kā tum ne yah jāl bichhāyā hai
khoyā hai khud ko yā sabkuchh pāyā hai
tū jahāṇ mai vahāṇ, saṅg saṅg yūṇ chalūṇ tere, jaise terā āsmāṅ
ho gam ke bādal mujh pe tham jāne de
bechainiyoṅ ko mujhse ṭakrāne de
dukhtī ho koī bāt mujh pe āne de
dil sochtā thā ke koī apnā ho
koī rāj na ho jo us se rakhnā ho
āṅkheṅ nā kholū maiṅ śhāyad sapnā ho
tū jahāṇ mai vahāṇ, saṅg saṅg yūṇ chalūṇ tere, jaise terā āsmāṅ