Tere pyaar kee tamannaa, gham-e-jindgee ke saaye

तेरे प्यार की तमन्ना, ग़म-ए-जिंदगी के साये
Work
Year
Language

तेरे प्यार की तमन्ना, ग़म-ए-जिंदगी के साये
बड़ी तेज आँधियाँ हैं, ये चिराग बुझ ना जाये

है अजीब दास्तां कुछ ये हमारी दास्तां भी
कभी तुम समझ ना पाये, कभी हम सुना ना पाये

ना फजां है अपने बस में, ना नज़र में है किनारा
कही मेरे दिल की कश्ती, ना भंवर में डूब जाये

कोई हाल तू ही बता दे, मेरे दिल की कश्मकश का
तुझे भूलना भी चाहा, तेरी याद भी सताये

tere pyār kī tamannā, ġham-e-jiṅdgī ke sāye
baṛī tej āṇdhiyāṇ haiṅ, ye chirāg bujh nā jāye

hai ajīb dāstāṅ kuchh ye hamārī dāstāṅ bhī
kabhī tum samajh nā pāye, kabhī ham sunā nā pāye

nā phajāṅ hai apne bas meṅ, nā nazar meṅ hai kinārā
kahī mere dil kī kaśhtī, nā bhaṅvar meṅ ḍūb jāye

koī hāl tū hī batā de, mere dil kī kaśhmkaśh kā
tujhe bhūlnā bhī chāhā, terī yād bhī satāye