तेरे मेरे लिये, तारों के दिये
तेरे मेरे लिये, तारों के दिये
ये रात ले कर, कबसे फिरे जागी-जागी
आओ करो कोई, तेरे बिना धरती गगन
लगते हैं बैरागी
ये बहारों की दुल्हन, मौसम के है साथ मगन
जाने कब होगा मगर, तेरा मेरा मधुर मिलन
कब तलक तरसेंगे ये, प्यासे प्यासे मेरे नयन
आओ करो कोई …
वक़्त ऐसा भी कभी, आये दुश्मन पे नहीं
सामने मीत हो पर, उसकी लगे फिर भी कमी
चांदनी कैसी है ये, जिसने लगा दी है अगन
आओ करो कोई …
tere mere liye, tāroṅ ke diye
ye rāt le kar, kabse phire jāgī-jāgī
āo karo koī, tere binā dhartī gagan
lagte haiṅ bairāgī
ye bahāroṅ kī dulhan, mausam ke hai sāth magan
jāne kab hogā magar, terā merā madhur milan
kab talak tarseṅge ye, pyāse pyāse mere nayan
āo karo koī …
vaqt aisā bhī kabhī, āye duśhman pe nahīṅ
sāmne mīt ho par, uskī lage phir bhī kamī
chāṅdnī kaisī hai ye, jisne lagā dī hai agan
āo karo koī …