तेरे बारे में जब सोचा नहीं था
मैं तनहा था मगर इतना नहीं था
तेरी तस्वीर से करता था बातें
मेरे कमरे में आईना नहीं था
समंदर ने मुझे प्यासा ही रखा
मैं जब सेहरा में था प्यासा नहीं था
मनाने रूठने के खेल में हम
बिछड़ जाएंगे ये सोचा नहीं था
सुना है बंद कर ली उसने आँखें
कई रातों से वो सोया नहीं था
तेरे बारे में जब सोचा नहीं था
Work
Year
Language
tere bāre meṅ jab sochā nahīṅ thā
maiṅ tanhā thā magar itnā nahīṅ thā
terī tasvīr se kartā thā bāteṅ
mere kamre meṅ āīnā nahīṅ thā
samaṅdar ne mujhe pyāsā hī rakhā
maiṅ jab sehrā meṅ thā pyāsā nahīṅ thā
manāne rūṭhne ke khel meṅ ham
bichhaड़ jāeṅge ye sochā nahīṅ thā
sunā hai baṅd kar lī usne āṇkheṅ
kaī rātoṅ se vo soyā nahīṅ thā