तकदीर का फसाना, जा कर किसे सुनाए
उजड़ गया है मोहब्बत में, जिंदगी का चमन
सितारे हैं मेरी दुनिया के, आसूओं का कफ़न
तकदीर का फसाना, जा कर किसे सुनाये
इस दिल में जल रही हैं, अरमान की चितायें
देखे थे जो भी सपने, वो बन गये हैं आँसू
जाती हुई हवाओं, ले जाओ मेरी आहें
अपना तो गम नहीं है, गम है तो इतना गम है
वो बेवफ़ा ना समझे, हम से बदल ना जाये
ujaṛ gayā hai mohabbat meṅ, jiṅdgī kā chaman
sitāre haiṅ merī duniyā ke, āsūoṅ kā kafan
takdīr kā phasānā, jā kar kise sunāye
is dil meṅ jal rahī haiṅ, armān kī chitāyeṅ
dekhe the jo bhī sapne, vo ban gaye haiṅ āṇsū
jātī huī havāoṅ, le jāo merī āheṅ
apnā to gam nahīṅ hai, gam hai to itnā gam hai
vo bevafā nā samjhe, ham se badal nā jāye