Takdeer kaa phasaanaa jaa kar kise sunaae

तकदीर का फसाना जा कर किसे सुनाए
Work
Year
Language

तकदीर का फसाना, जा कर किसे सुनाये
इस दिल में जल रहीं हैं, अरमान की चिताएँ

साँसों में आज मेरे तूफान उठ रहे हैं
शहनाईयों से कह दो, कहीं और जा के गाये

मतवाले चाँद सूरज तेरा उठाये डोला
तुझ को खुशी की परियां, घर तेरे ले के जाये

तुम तो रहो सलामत, सेहरा तुम्हे मुबारक
मेरा हर एक आँसू देने लगा दुवांयें

takdīr kā phasānā, jā kar kise sunāye
is dil meṅ jal rahīṅ haiṅ, armān kī chitāeṇ

sāṇsoṅ meṅ āj mere tūphān uṭh rahe haiṅ
śhahnāīyoṅ se kah do, kahīṅ aur jā ke gāye

matvāle chāṇd sūraj terā uṭhāye ḍolā
tujh ko khuśhī kī pariyāṅ, ghar tere le ke jāye

tum to raho salāmat, sehrā tumhe mubārak
merā har ek āṇsū dene lagā duvāṅyeṅ