rafī: ġham kī aṅdherī rāt meṅ
dil ko nā beqrār kar
subah zarūr āyegī
subah kā intazār kar
ġham kī aṅdherī rāt meṅ
talat: dard hai sārī zindgī
jiskā koī silā nahīṅ
dil ko fareb dījiye
aur ye hauslā nahīṅ - 2
rafī: khud se to badaġhumāṇ nā ho
khud pe to aitbār kar
subah zarūr āyegī
subah kā intazār kar
ġham kī andherī rāt meṅ
talat: khud hī taṛap ke rah gaye
dil ki sadā se kyā milā
āg se khelte rahe
ham ko vafā se kyā milā - 2
rafī: dil kī lagī bujhā nā de
dil kī lagī se pyār kar
subah zarūr āyegī
subah kā intazār kar
ġham kī aṅdherī rāt meṅ …